< Unki Mahak Ne Dil Ke Gunche Khila Diye Hai Naat Lyrics Hindi & English | Kalam-e-Ala Hazrat
Unki Mahak Ne Dil Ke Gunche Khila Diye Hai Naat Lyrics Hindi & English | Kalam-e-Ala Hazrat

Unki Mahak Ne Dil Ke Gunche Khila Diye Hai Naat Lyrics Hindi & English | Kalam-e-Ala Hazrat

Unki Mahak Ne Dil Ke Gunche Khila Diye Hai Naat Lyrics In Hindi

उनकी महक ने दिल के गुंचे खिला दिये हैं,
जिस राह चल दिये कूचे बसा दिये हैं,
जब आ गयी है जोशे रहमत पर उनकी आंखें,
जलते बुझा दिये हैं, रोते हंसा दिये हैं।

एक दिल हमारा क्या है, आज़ार उसका कितना,
तुमने तो चलते फिरते मुर्दे जिला दिये हैं,
उनके निसार कोई कैसी ही रंज में हो,
जब याद आ गये हैं सब ग़म भुला दिये हैं।

हमसे फ़क़ीर भी अब फेरी को उठते तो होंगे,
अब तो ग़नी के दर पे बिस्तर जमा दिये हैं,
असरा में गुज़रे जिस दम बैदे पे क़ुद्सियों के,
होने लगी सलामी, परचम झुका दिये हैं।

आने दो या डूबो दो अब तो तुम्हारी जानिब,
कश्ती तुम्हीं पे छोड़ी, लंगर उठा दिये हैं,
दुल्हा से इतना कह दो प्यारे सवारी रोको,
मुश्किल में है बरातीं पुरखार वदिये हैं।

अल्लाह क्या जहन्नम अब न सर्द होगा,
रो रो के मुस्तफा ने दरिया बहा दिये हैं,
मेरे करीम से गर खतरा किसी ने मांगा,
दरिये बहा दिये हैं, दुर्र बे बहा दिये हैं।

मुल्के शुक़न के शाही तुम्को रज़ा मुस्सल्लम,
जिस सिमट आ गये हो सिक्के बिठा दिया है।

Unki Mahak Ne Dil Ke Gunche Khila Diye Hai Naat Lyrics In English

Unki Mahak Ne Dil Ke Gunche Khila Diye Hai
Jis raah chal diye kunche basa diye hai,
Jab aa gayi hai joshe rehmat par unki ankhen,
Jalte buja diye hai, rote hansa diye hai.

Ek dil hamara kya hai, aazaar uska kitna,
Tumne to chalte phirte murde jila diye hai,
Unke nisaar koi kaisi hi ranj mein ho,
Jab yaad aa gaye hai sab gham bhula diye hai.

Humse faqir bhi ab feri ko uṭhte to honge,
Ab to gani ke dar pe bistar jama diye hai,
Asra mein guzre jis dam baide pe qudsiyo ke,
Hone lagi salami, parcham jhooka diye hai.

Aane do ya doobo do ab to tumhari jaanib,
Kasti tumhi pe chhodi, langar uṭha diye hai,
Dulha se itna keh do pyare sawari roko,
Mushkil mein hai baraati purkhaar wadiye hai.

Allah kya jahannam ab na sard hoga,
Ro ro ke Mustafa ne dariya baha diye hai,
Mere Karim se gar khatra kisi ne manga,
Dariye baha diye hai, durr be baha diye hai.

Mulke shuqan ke shahi tumko Raza mussallam,
Jis simt aa gaye ho sikke bitha diya hai.

Unki Mahak Ne Dil Ke Gunche Khila Diye Hai Naat Details

  • Title: Unki Mahak Ne Dil Ke Gunche Khila Diye Hai
  • Poet/Lyricist: Imam Ahmed Raza Khan Barelvi
  • SingerOwais Raza Qadri
  • Language: Hindi
  • Genre: Naat (Islamic devotional music)
  • Duration: Approximately  few minutes

Leave a Comment