< Koi Duniya E Ata Mein Nahin Hamta Tera Naat Lyrics
Koi Duniya-e-Ata Mein Nahin Hamta Tera Naat Lyrics

Koi Duniya e Ata Mein Nahin Hamta Tera Naat Lyrics | कोई दुनिया-ए-अता में नहीं हमता तेरा

Koi Duniya e Ata Mein Nahin Hamta Tera Naat Lyrics in Hindi

कोई दुनिया-ए-अता में नहीं हमता तेरा
हो जो हातिम को मुयस्सर ये नज़ारा तेरा
कह उठे देख के बख्शीश में ये रुतबा तेरा
वाह! क्या जुदो करम है शहे बतहा तेरा
नहीं सुनता ही नहीं माँगने वाला तेरा

कुछ बशर होने के नाते तुझे ख़ुद सा जाने
और कुछ महज़ पयामी ही ख़ुदा का जाने
इन की औक़ात ही क्या है कि ये इतना जाने
फ़र्श वाले तेरी शौकत का उलू क्या जाने
खुशरवा अर्श पे उड़ता है फरेरा तेरा

मुझ से ना चीज़ पे है तेरी इनायत कितनी
तू न हर गाम पे की मेरी हिमायत कितनी
क्या बताऊँ! तेरी रहमत में है वुसअत कितनी
एक मैं क्या! मेरी इसयाँ की हक़ीक़त कितनी
मुझ से सौ लाख को काफ़ी है इशारा तेरा

नज़रे उश्शाक़े नबी है ये मेरा हर्फ़े गरीब
मिम्बरे वाज़ पे लड़ते रहें आपस में ख़तीब
ये अक़ीदह रहे अल्लाह करे मुझ को नसीब
मैं तो मालिक ही कहूँगा कि हो मालिक के हबीब
यानी महबूबो मुहिब में नहीं मेरा तेरा

तुझ से हर चन्द वह है क़द्रों फ़ज़ाइल में रफ़ी
कर नसीर! आज मगर फ़िक्रे रज़ा की तौसी
पास है उस के शफ़ाअत का वसीला भी वक़ी
तेरी सरकार में लाता है रज़ा उस को शफ़ी
जो मेरा गौस है और लड़ला बेटा तेरा

Koi Duniya-E-Ata Mein Nahin Hamta Tera Naat Lyrics​ In English

Koi duniya-e-ata mein nahin hamta tera
Ho jo Haatim ko muayassar ye nazara tera
Kah uthe dekh ke bakhshiish mein ye rutba tera
Wah! Kya jood-o-karam hai Shah-e-Batha tera
Nahin sunta hi nahin maangne wala tera

Kuch bashar hone ke nate tujhe khud sa jaane
Aur kuch mahaz payami hi Khuda ka jaane
In ki aukaat hi kya hai ke ye itna jaane
Farshe wale teri shaukat ka uluh kya jaane
Khushrawa arsh pe udta hai fareera tera

Mujh se na cheez pe hai teri inayat kitni
Tu na har gaam pe ki meri himayat kitni
Kya bataun! Teri rehmat mein hai wus’at kitni
Ek main kya! Meri isyaan ki haqeeqat kitni
Mujh se sau lakh ko kaafi hai ishara tera

Nazre ushaaqe Nabi hai ye mera harfe gareeb
Mimber-e-waz pe ladte rahein aapas mein khateeb
Ye aqeeda rahe Allah kare mujh ko naseeb
Main to malik hi kahunga ke ho malik ke habeeb
Yani mehboobon muhib mein nahin mera tera

Tujh se har chand woh hai qadr-o-fazail mein rafi
Kar naseer! Aaj magar fikre raza ki tauseef
Paas hai us ke shafa’at ka waseela bhi waqi
Teri sarkar mein laata hai raza us ko shafi
Jo mera Ghaus hai aur ladla beta tera

Koi Duniya-e-Ata Mein Nahin Hamta Tera – Naat Details

  • Title: Koi Duniya-e-Ata Mein Nahin Hamta Tera
  • Poet: Maulana Ahmed Raza Khan Barelvi (original ghazal), adapted by Pir Naseeruddin Naseer
  • Singer: Sarwar Hussain Naqshbandi
  • Language: Hindi/Urdu
  • Genre: Naat (a form of poetry in praise of the Prophet Muhammad)

Leave a Comment