Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar Naat Lyrics In Hindi
हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर
हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर
उनकी तस्वीर सीने में मौजूद है
जिसने ला कर कलाम-ए-इलाही दिया
वो मुहम्मद मदीने में मौजूद है
फूल खिलते हैं पढ़ पढ़ के सल्ले ‘अला
फूल खिलते हैं पढ़ पढ़ के सल्ले ‘अला
झूम कर कह रही है ये बाद-ए-सबा
ऐसी खुशबू चमन के गुलों में कहाँ
जो नबी के पसीने में मौजूद है
हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर
हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर
उनकी तस्वीर सीने में मौजूद है
जिसने ला कर कलाम-ए-इलाही दिया
वो मुहम्मद मदीने में मौजूद है
“अल्लाहुम्म स़ल्लि अ़ला मुह़म्मदिन अल्लाहुम्म स़ल्लि अ़ला सैयदना मौलाना मुहम्मदीन“
हमने माना कि जन्नत बहुत है हसीं
हमने माना कि जन्नत बहुत है हसीं
छोड़ कर हम मदीना न जाएं कहीं
यूं तो जन्नत में सब है मदीना नहीं
और जन्नत मदीने में मौजूद है
हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर
हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर
उनकी तस्वीर सीने में मौजूद है
जिसने ला कर कलाम-ए-इलाही दिया
वो मुहम्मद मदीने में मौजूद है
वो अबू बकर, फुरूक, उस्मान, अली
ये सब उनके दीने मुबाह के फकीह
वो फकीहों के अफसर शाहे अंबियान
वो शाहंशाह मदीने में मौजूद है
हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर
हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर
उनकी तस्वीर सीने में मौजूद है
जिसने ला कर कलाम-ए-इलाही दिया
वो मुहम्मद मदीने में मौजूद है
छोड़ना तेरा तैबा गवारा नहीं
सारे आलम में ऐसा नज़ारा नहीं
ऐसा मंजर ज़माने में देखा नहीं
जैसा मंजर मदीने में मौजूद है
हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर
हम ने आँखों से देखा नहीं है मगर
उनकी तस्वीर सीने में मौजूद है
जिसने ला कर कलाम-ए-इलाही दिया
वो मुहम्मद मदीने में मौजूद है
हमने आँखों से देखा नहीं है मगर
उनकी तस्वीर सीने में मौजूद है।
Humne Aankhon Se De kha Nahi Hai Magar Naat Lyrics In English
Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar
Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar
Unki Tasveer Seene Mein Maujood Hai
Jisne Laa Kar Kalaam-e-Ilaahi Diya
Wo Muhammad Madine Mein Maujood Hai
Phool Khilte Hain Pad Kar Ke Salle-‘Ala
Phool Khilte Hain Pad Kar Ke Salle-‘Ala
Jhoom Kar Keh Rahi Hai Ye Baad-e-Sabaa
Aisi Khushboo Chaman Ke Gulo’n Mein Kahaan
Jo Nabi Ke Paseene Mein Maujood Hai
Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar
Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar
Unki Tasveer Seene Mein Maujood Hai
Jisne Laa Kar Kalaam-e-Ilaahi Diya
Wo Muhammad Madine Mein Maujood Hai
“Allahumma Salli ‘ala Sayyidina wa Maulana Muhammadin”
Hamne Maana Ke Jannat Bahut Hai Haseen
Hamne Maana Ke Jannat Bahut Hai Haseen
Chhod Kar Ham Madina Na Jaayein Kahin
Yun To Jannat Mein Sab Hai Madina Nahin
Aur Jannat Madine Mein Maujood Hai
Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar
Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar
Unki Tasveer Seene Mein Maujood Hai
Jisne Laa Kar Kalaam-e-Ilaahi Diya
Wo Muhammad Madine Mein Maujood Hai
Woh Abu Bakr, Faruq, Usman, Ali
Yeh Sab Un Ke Deene Mubih Ke Faqih
Wo Faqeho Ke Afsar Shahe Ambiyan
Wo Shahenshah Madine Mein Maujood Hai
Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar
Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar
Unki Tasveer Seene Mein Maujood Hai
Jisne Laa Kar Kalaam-e-Ilaahi Diya
Wo Muhammad Madine Mein Maujood Hai
Chhodna Tera Tayba Gawaara Nahin
Saare Aalam Mein Aisa Nazaara Nahin
Aisa Manzar Zamaane Mein Dekha Nahin
Jaisa Manzar Madine Mein Maujood Hai
Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar
Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar
Unki Tasveer Seene Mein Maujood Hai
Jisne Laa Kar Kalaam-e-Ilaahi Diya
Wo Muhammad Madine Mein Maujood Hai
Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar
Unki Tasveer Seene Mein Maujood Hai
Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Maga – Naat Details
- Title: Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar
- Poet/Lyricist: Nawab Faizi Khan
- Singer: Nawab Faizi Khan
- Language: Hindi
- Genre: Naat (Islamic devotional music)
- Duration: Approximately 5 minutes and 28 seconds
- Album: Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar
- Music Company: Nawab Faizi Khan