Naimatain Banta Jis Simt Woh Zeeshaan Gaya Lyrics
Naimatain Banta Jis Simt Woh Zeeshaan Gaya
Saath Hii Munshi-E-Rahmat Ka Qalamdaan Gaya
Lay Khabar Jald Kay Ghairon Ki Taraf Dhyaan Gaya
Mere Mawla Mere Aaqa Tere Qurbaan Gaya
Aah Woh Aankh Jo Nakaam-e-Tamanna Hi Rahi
Haye Wo Dil Jo Tere Darr Se Pur-Armaan Gaya
Dil Hai Voh Dil Jo Teri Yaad Se Mamoor Raha
Sar Hai Voh Sar Jo Tere Qadmon Pe Qurbaan Gaya
Unhe Jaana, Unhe Maana Na Rakha Gair Se Kaam
Lillahil Hamd Main Duniya Se Musalmaan Gaya
Aur Tum Par Mere Aaqa Ki Inaayat Na Sahii
Najdiyo Kalimah Parhaanay Ka Bhi Ehsaan Gaya
Aaj Lay Unki Panaah, Aaj Madad Maang Unsay
Phir Na Maaneingay, Qayamat Mein Agar Maan Gaya
Uff Re Munkir Ye Badha Joshe Ta-assub Aakhir
Bheed Me Haath Se Kambakht Ke Imaan Gaya
Jaan O Dil Hosh O Khirad Sab Tau Madinay Paunchay
Tum Nahin Chaltay Raza Saara Tou Saamaan Gaya
Naimatain Banta Jis Simt Woh Zeeshaan Gaya Naat Lyrics In Hindi
नेमतें बांटता जिस-सिम्त वो ज़ीशान गया
साथ ही मुंशी-ए-रहमत का क़लमदान गया
ले ख़बर जल्द कि ग़ैरों की तरफ़ ध्यान गया
मेरे मौला, मेरे आका, तेरे क़ुर्बान गया
आह वो आंख जो नाकाम-ए-तमन्ना ही रही
हाए वो दिल जो तेरे दर से पुर-अरमान गया
दिल है वो दिल जो तेरी याद से ममूर रहा
सर है वो सर जो तेरे क़दमों पे क़ुर्बान गया
उन्हें जाना, उन्हें माना, न रखा ग़ैर से काम
लिल्लाहिल-हम्द मैं दुनिया से मुसलमान गया
और तुम पर मेरे आका की इनायत न सही
नजदियों कलिमा पढ़ाने का भी एहसान गया
आज ले उनकी पनाह, आज मदद मांग उनसे
फिर न मानेंगे, क़यामत में अगर मान गया
उफ़ रे मुनकिर, ये बढ़ा जोश-ए-तअस्सुब आख़िर
भीड़ में हाथ से कमबख्त के ईमान गया
जान ओ दिल, होश ओ ख़िरद, सब तो मदीने पहुंचे
तुम नहीं चलते रज़ा, सारा तो सामान गया
About the Naat
Title
- Naimatain Banta Jis Simt Woh Zeeshaan Gaya
Poet
- The poem has been attributed to multiple poets, including:
Talha Qadri
Singers
- The Naat has been recited by several notable Naat-Khwaans, including:
- Owais Raza Qadri
Talha Qadri
Language
- The primary language of the Naat is Urdu, with some Arabic phrases included.
Genre
- The Naat falls under the genre of Islamic devotional music, specifically focusing on the praise of the Prophet Muhammad.