< Ayatul Kursi In Hindi Pdf | आयतुल कुरसी हिंदी में
ayatul kursi in hindi

Ayatul Kursi In Hindi Pdf | आयतुल कुरसी हिंदी में

● Ayatul Kursi In Hindi

Ayatul Kursi In Hindi : दोस्तों आयतुल कुर्सी हर मुसलमान को याद रहना चाहिए। क्योंकि आयतुल कुर्सी पढ़ने के बहुत से फ़ज़ीलत हैं।

आयातुल कुर्सी क़ुरान ए मजीद की सबसे अज़ीम आयात है।
( मुस्लिम शरीफ़, सफा न.405 हदीस न. 2395)

बिस्मिल्लाह-हिर्रहमान-निर्रहीम 

अल्लाहु ला इलाहा इल्लाहू अल हय्युल क़य्यूम
اللَّـهُ لَا إِلَـٰهَ إِلَّا هُوَ الْحَيُّ الْقَيُّومُ ۚ
 
ला तअ’खुज़ुहू सिनतुव वला नौम
لَا تَأْخُذُهُ سِنَةٌ وَلَا نَوْمٌ
 
लहू मा फिस सामावाति वमा फ़िल अर्ज़
لَّهُ مَا فِي السَّمَاوَاتِ وَمَا فِي الْأَرْضِ
 
मन ज़ल लज़ी यश फ़ऊ इन्दहू इल्ला बि इज़निह
مَن ذَا الَّذِي يَشْفَعُ عِندَهُ إِلَّا بِإِذْنِهِ
 
यअलमु मा बैना अयदीहिम वमा खल्फहुम
يَعْلَمُ مَا بَيْنَ أَيْدِيهِمْ وَمَا خَلْفَهُمْ ۖ
 
वला युहीतूना बिशय इम मिन इल्मिही इल्ला बिमा शा..अ
وَلَا يُحِيطُونَ بِشَيْءٍ مِّنْ عِلْمِهِ إِلَّا بِمَا شَاءَ ۚ
 
वसिअ कुरसिय्यु हुस समावति वल अर्ज़
وَسِعَ كُرْسِيُّهُ السَّمَاوَاتِ وَالْأَرْضَ ۖ
 
वला यऊ दुहू हिफ्ज़ुहुमा वहुवल अलिय्युल अज़ीम
وَلَا يَئُودُهُ حِفْظُهُمَا ۚ وَهُوَ الْعَلِيُّ الْعَظِيمُ 

अयातुल कुर्सी तर्जमा हिंदी में –अल्लाह है जीसके सिवा कोई माबूद नहीं वह आप जिंदा है और औरों का कायम रखने वाला उसे ना ऊंघ आए ना नींद उसी का है जो कुछ आसमानों में है और जो कुछ जमीन में वह कौन है जो उसके यहां सिफारिश करें बे उसके हुक्म के जानता है जो कुछ उनके आगे है और जो कुछ उनके पीछे और वह नहीं पाते उसके इल्म में से मगर जितना वोह चाहे उसकी कुर्सी में समाये हुए हैं आसमान और जमीन और उसे भारी नहीं उनकी निगेहबनी और वही है बुलंद बढ़ाई वाला।

नमाज़ों के बाद आयातुल कुर्सी पढ़ने पर जन्नत की बशारत है रात को सोते वक्त पढ़ने पर अपने और पड़ोसियों के घरों की हिफाज़त की बशारत है,
(शोबुल ईमान ,2/458, हदीस न. 2395)

जो सोते वक्त अयातुल कुर्सी पढ़े तो सुबह तक अल्लाह अज़्ज़ व जल उसकी हिफाज़त फरमाएगा और शैतान उसके करीब ना आ सकेगा ( बुखारी शरीफ़,किताब फजाईलुल कुरान 3/405,हदीस न. 5010)

Ayatul Kursi In HINDI

● Ayatul Kursi In English

Bismillah Hirrahman Nirraheem 

Allahu, La ilaha illa huwal hayyul qayyum. 

La ta’akhuzuhu sinatu wala naum. 

Lahu ma fis samawati wama fil ard. 

Man zallazi yashfa’u a’indahu, illa bi iznihi. 

Ya’lamu ma bayna aydihim, wama khalfahum. 

Wala yuhitoona bi shayim min i’lmihi, illa bima sha’a. 

Wasi’a kursiyyuhus samawati wal ard. 

Wala yauduhu hifzuhuma. Wahuwal aliyyul azeem. 

Ayatul Kursi In eNGLISH

● Ayatul Kursi In Urdu

اللَّـهُ لَا إِلَـٰهَ إِلَّا هُوَ الْحَيُّ الْقَيُّومُ ۚ

لَا تَأْخُذُهُ سِنَةٌ وَلَا نَوْمٌ
 
لَّهُ مَا فِي السَّمَاوَاتِ وَمَا فِي الْأَرْضِ
 
مَن ذَا الَّذِي يَشْفَعُ عِندَهُ إِلَّا بِإِذْنِهِ
 
يَعْلَمُ مَا بَيْنَ أَيْدِيهِمْ وَمَا خَلْفَهُمْ ۖ
 
وَلَا يُحِيطُونَ بِشَيْءٍ مِّنْ عِلْمِهِ إِلَّا بِمَا شَاءَ ۚ
 
وَسِعَ كُرْسِيُّهُ السَّمَاوَاتِ وَالْأَرْضَ ۖ
 
وَلَا يَئُودُهُ حِفْظُهُمَا ۚ وَهُوَ الْعَلِيُّ الْعَظِيمُ 

● Ayatul Kursi in Bangla

আল্লাহ ছাড়া অন্য কোন উপাস্য নেই, তিনি জীবিত, সবকিছুর ধারক। তাঁকে তন্দ্রাও স্পর্শ করতে পারে না এবং নিদ্রাও নয়। আসমান ও যমীনে যা কিছু রয়েছে, সবই তাঁর। কে আছ এমন, যে সুপারিশ করবে তাঁর কাছে তাঁর অনুমতি ছাড়া? দৃষ্টির সামনে কিংবা পিছনে যা কিছু রয়েছে সে সবই তিনি জানেন। তাঁর জ্ঞানসীমা থেকে তারা কোন কিছুকেই পরিবেষ্টিত করতে পারে না, কিন্তু যতটুকু তিনি ইচ্ছা করেন। তাঁর সিংহাসন সমস্ত আসমান ও যমীনকে পরিবেষ্টিত করে আছে। আর সেগুলোকে ধারণ করা তাঁর পক্ষে কঠিন নয়। তিনিই সর্বোচ্চ এবং সর্বাপেক্ষা মহান।

अयातुल कुर्सी का तर्जुमा  हिंदी में पढ़े 

Tarjuma :- Allaah Hai Jiske Siwa Koi Ma’bood Nahee’n Woh Aap Zindah Aur Auro’n Ka Qaayem Rakhne Waala Use Na Oo’ngh Aaye Na Nee’nd Usi Ka Hai Jo Kuchh Aasmaano’n Me’n Hai Aur Jo Kuchh Zameen Me’n Woh Kaun Hai Jo Uske Yahaa’n Sifaarish Kare Be Uske Hukm Ke Jaanta Hai Jo Kuchh Unke Aage Hai Aur Jo Kuchh Unke Peechhe Aur Woh Nahee’n Paate Uske Ilm Me’n Se Magar Jitna Woh Chaahe Uski Kursi Me’n Samaaye Huwe Hai’n Aasmaan Aur Zameen Aur Use Bhaari Nahee’n Unki Nigehbaani Aur Wohi Hai Buland Badaayi Waala. 

Tafseer :- Allaah Hai Jiske Siwa Koi Ma’bood Nahee’n :- Iss Aayat Me’n Allaah Azzowajal Ki Uluhiyyat Aur Uski Tauheed Ka Bayaan Hai Aur Iss Aayat Ka Khulaasa Yeh Hai Ke Allaah Azzowajal Waajibul Wujood Aur Aa’lam Ko Ijaad Karne Aur Tadbeer Farmaane Waala Hai, Use Na Neend Aati Hai Aur Na Oo’ngh Kyu’nke Yeh Cheeze’n Ayb Hai’n Aur Allaah Azzowajal Naqs Wa Ayb Se Paak Hai, Aasmaano’n Aur Zameen Me’n Maujood Har Cheez Ka Wohi Maalik Hai Aur Saari Kaa’inaat Me’n Usi Ka Hukm Chalta Hai To Jab Saara Jahaan Uski Milk Hai To Kaun Uska Shareek Ho Sakta Hai, Mushrikeen Ya To Sitaaro’n Aur Sooraj Ko Poojte Hai’n Jo Aasmaano’n Me’n Hai’n Ya Dariyaa’on, Pahaado’n, Pat’tharo’n, Darakhto’n, Jaanwaro’n, Aag Wagairah Ki Pooja Karte Hai’n Jo Zameen Me’n Hai’n To Jab Aasmaan Wa Zameen Ki Har Cheez Allaah Azzowajal Ki Milk Hai To Yeh Cheeze’n Kaise Poojne Ke Qaabil Ho Sakti Hai’n Aur Mushrikeen Jo Yeh Gumaan Karte Hai’n Ke But Shafaa’at Kare’nge To Woh Jaan Le’n Ke Kuffaar Keliye Koi Shafaa’at Nahee’n, Allaah Azzowajal Ke Huzoor Ijaazat Yaftgaan Hazraat Ke Siwa Koi Shafaa’at Nahee’n Kar Sakta Aur Ijaazat Waale Hazraat Ambiya e Kiraam Malaa’ika A’laihissalaam, Auliya Rehmatullah Alaihim Aur Momineen Hai’n, Allaah Azzowajal Har Cheez Ka Ilm Rakhta Hai Khwaah Uska Ta’alluq Logo’n Se Maaqabl Ka Ho Ya Maaba’d Ka, Umoor e Duniya Ka Ho Ya Umoor e Aakherat Ka, Allaah Azzowajal Ke Ilm Se Kisi Ko Kuchh Nahee’n Mil Sakta Jab Tak Woh Na Chaahe Aur Woh Ata Na Farmaaye, Zaati Ilm Usi Ka Hai Aur Uske Dene Se Kisi Ko Ataayi Ilm Ho Sakta Hai Jaise Woh Apni Mashiyyat Se Logo’n Ko Asraar e Kaa’inaat Par Aur Ambiya Wa Rusul A’laihissalaam Ko Gaib Par Muttala Farmaata Hai, Allaah Azzowajal Ki Azmat Be Nihaayat Hai, (Tafseer e Khaazin, Al-Baqarah, Tehtul Aayah 255, 1/196) 

Tambiya :- Iss Aayat Me’n Ilhiyyaat Ke Aa’la Masaa’il Ka Bayaan Hai, Jitna Isme’n Gaur Karte Jaaye’n Allaah Azzowajal Ki Azmat Aur Uske Baare Me’n Aqaa’id Utne Hi Waazeh Hote Jaaye’nge, (Tafseer Siraatul Jinaan, Al-Baqarah, Tehtul Aayah 255) 

Aayatul Kursi Ke Fazaa’il :- Iss Aayat Ko Aayatul Kursi Kehte Hai’n, Ahaadees Me’n Iski Bahot Fazeelate’n Bayaan Ki Gayi Hai’n, Unme’n Se 4 Fazaa’il Darj Zail Hai’n, 

(1) Aayatul Kursi Qur’aan e Majeed Ki Sabse Azeem Aayat Hai, (Muslim Shareef, Safha No.405, Hadees No.258 (810)) 

(2) Jo Sote Waqt Aayatul Kursi Padhe To Subah Tak Allaah Azzowajal Uski Hifaazat Farmaayega Aur Shaitaan Uske Qareeb Na Aa Sakega, (Bukhaari Shareef, Kitaab Fazaa’ilul Qur’aan, 3/405, Hadees No.5010) 

(3 & 4) Namaazo’n Ke Ba’ad Aayatul Kursi Padhne Par Jannat Ki Bashaarat Hai, Raat Ko Sote Waqt Padhne Par Apne Aur Padosiyo’n Ke Gharo’n Ki Hifaazat Ki Bashaarat Hai, (Sho’bul Imaan, 2/458, Hadees No.2395) 

Leave a Comment